"husn-e-qismat se hamesha 'fitrat' bakht bedar raha khvabon men"

Abdul Aziz Fitrat
Abdul Aziz Fitrat
Sherशेर
husn-e-qismat se hamesha 'fitrat'
हुस्न-ए-क़िस्मत से हमेशा 'फ़ितरत'
aur bhi kitne tariqe hain bayan-e-gham ke
और भी कितने तरीक़े हैं बयान-ए-ग़म के
ham to tire zikr ka hue juzv
हम तो तिरे ज़िक्र का हुए जुज़्व
marna bhi nahin hai apne bas men
मरना भी नहीं है अपने बस में
'fitrat' dil-e-kaunain ki dhaDkan to zara sun
'फ़ितरत' दिल-ए-कौनैन की धड़कन तो ज़रा सुन
Popular Sher & Shayari
10 total"aur bhi kitne tariqe hain bayan-e-gham ke muskurati hui ankhon ko to pur-nam na karo"
"ham to tire zikr ka hue juzv tu ne hamen kis tarah bhulaya"
"marna bhi nahin hai apne bas men jiina bhi azaab ho gaya hai"
"'fitrat' dil-e-kaunain ki dhaDkan to zara sun ye hazrat-e-insan hi ki azmat ka bayan hai"
husn-e-qismat se hamesha 'fitrat'
bakht bedaar rahaa khvaabon mein
ham to tire zikr kaa hue juzv
tu ne hamein kis tarah bhulaayaa
aur bhi kitne tariqe hain bayaan-e-gham ke
muskuraati hui aankhon ko to pur-nam na karo
'fitrat' dil-e-kaunain ki dhaDkan to zaraa sun
ye hazrat-e-insaan hi ki azmat kaa bayaan hai
marnaa bhi nahin hai apne bas mein
jiinaa bhi azaab ho gayaa hai
Ghazalग़ज़ल
rah-e-gham mein zikr un kaa miraa khaas ham-safar thaa
रह-ए-ग़म में ज़िक्र उन का मिरा ख़ास हम-सफ़र था
us se kahun main haal-e-dil-e-daagh-daagh kyaa
उस से कहूँ मैं हाल-ए-दिल-ए-दाग़-दाग़ क्या
masti mein bhi khayaal-e-hudud-e-adab rahaa
मस्ती में भी ख़याल-ए-हुदूद-ए-अदब रहा
vaaiz mariz huun main kisi ki nigaah kaa
वाइज़ मरीज़ हूँ मैं किसी की निगाह का
khaamosh kali saare gulistaan ki zabaan hai
ख़ामोश कली सारे गुलिस्ताँ की ज़बाँ है
jigar kaa khuun aansu mein agar shaamil nahin hogaa
जिगर का ख़ून आँसू में अगर शामिल नहीं होगा





