Sher
"kaun mar kar dobara zinda hua kaun mulk-e-fana se lauTa hai"
"main faqat ek khvab tha tera khvab ko kaun yaad rakhta hai"
میں فقط ایک خواب تھا تیرا خواب کو کون یاد رکھتا ہے
मैं फ़क़त एक ख़्वाब था तेरा ख़्वाब को कौन याद रखता है

"kaun mar kar dobara zinda hua kaun mulk-e-fana se lauTa hai"
"na.i mohabbaten 'khalid' purani dostiyan azab-e-kashmakash-e-be-aman men rahte hain"
"shahidan-e-vafa ki manqabat likhte rahe lekin na ki arzi khudaon ki kabhi hamd-o-sana ham ne"
"koi tanha.i ka gosha koi kunj-e-afiyat ashiq-o-mashuq yakja hon kahan ai asman"
"zamin-nazhad hain lekin zaman men rahte hain makan nasib nahin la-makan men rahte hain"
"chhilkon ke hain ambar magar maghz nadarat duniya men musalman to hain islam nahin hai"