Sher
"jane dekha so hi baura hua hai tire til hain magar kaala dhatura"
A
Abdul Wahab Yakro"raam ma.ashuq agar hove ashiq toD de sar raqib ravan ka"
رام معشوق اگر ہووے عاشق توڑ دے سر رقیب راون کا
राम माशूक़ अगर होवे आशिक़ तोड़ दे सर रक़ीब रावण का
"jane dekha so hi baura hua hai tire til hain magar kaala dhatura"
"pyasa mat jala saaqi mujhe garmi siin hijran ki shitabi la sharab-e-kham ham ne dil ko bhuna hai"
"kham-e-mehrab-e-abruvan ke biich kaam ankhon ka hai imamat ka"
"jo tuun murgha nahin hai ai zahid kyuun sahar gaah de hai uTh ke baang"
"jab ki pahra hai tiin libas zarrin ik qad-adam hui hai aag buland"
"jigar men la.al ke atish paDi hai magar tujh lab upar haan ki dhaDi hai"