"jane dekha so hi baura hua hai tire til hain magar kaala dhatura"
Abdul Wahab Yakro
Abdul Wahab yakro
Sherशेर
See all 13 →jane dekha so hi baura hua hai
जने देखा सो ही बौरा हुआ है
pyasa mat jala saaqi mujhe garmi siin hijran ki
प्यासा मत जला साक़ी मुझे गर्मी सीं हिज्राँ की
kham-e-mehrab-e-abruvan ke biich
ख़म-ए-मेहराब-ए-अबरुवाँ के बीच
jo tuun murgha nahin hai ai zahid
जो तूँ मुर्ग़ा नहीं है ऐ ज़ाहिद
jab ki pahra hai tiin libas zarrin
जब कि पहरा है तीं लिबास ज़र्रीं
raam ma.ashuq agar hove ashiq
राम माशूक़ अगर होवे आशिक़
Popular Sher & Shayari
26 total"pyasa mat jala saaqi mujhe garmi siin hijran ki shitabi la sharab-e-kham ham ne dil ko bhuna hai"
"kham-e-mehrab-e-abruvan ke biich kaam ankhon ka hai imamat ka"
"jo tuun murgha nahin hai ai zahid kyuun sahar gaah de hai uTh ke baang"
"jab ki pahra hai tiin libas zarrin ik qad-adam hui hai aag buland"
"raam ma.ashuq agar hove ashiq toD de sar raqib ravan ka"
ishq ke fan niin huun main audhōt
tire dar pe biThaa huun mal ke bhabhut
raam maashuq agar hove aashiq
toD de sar raqib raavan kaa
jabhi tu paan khaa kar muskuraayaa
tabhi dil khil gayaa gul ki kali kaa
pyaasaa mat jalaa saaqi mujhe garmi siin hijraan ki
shitaabi laa sharaab-e-khaam ham ne dil ko bhunaa hai
jane dekhaa so hi bauraa huaa hai
tire til hain magar kaalaa dhaturaa
kamaan abru nipaT shah-zor haigaa
ki shaakh-e-aashnaai toD Daali
Ghazalग़ज़ल
sharaab laal-e-lab-e-dil-baraan hai mujh kuun mubaah
शराब लाल-ए-लब-ए-दिल-बराँ है मुझ कूँ मुबाह
teraa hi main gadaa huun meraa tu shaah bas hai
तेरा ही मैं गदा हूँ मेरा तू शाह बस है
tujh qad ki adaa sarv-e-gulistaan siin kahungaa
तुझ क़द की अदा सर्व-ए-गुलिस्ताँ सीं कहूँगा
kyunke kare na shahr ko ro ro ujaaD chashm
क्यूँके करे न शहर को रो रो उजाड़ चश्म
kab kare qasd yaar aavan kaa
कब करे क़स्द यार आवन का
mujh siin aur dilrubaa siin hai an-ban
मुझ सीं और दिलरुबा सीं है अन-बन





