Sher
"is intiha-e-qurb ne dhundla diya tujhe kuchh duur ho ki dekh sukun tera bankpan"
"ab tira zikr bhi shayad hi ghazal men aa.e aur se aur hue dard ke unvan janan"
اب ترا ذکر بھی شاید ہی غزل میں آئے اور سے اور ہوئے درد کے عنواں جاناں
अब तिरा ज़िक्र भी शायद ही ग़ज़ल में आए और से और हुए दर्द के उनवाँ जानाँ

"is intiha-e-qurb ne dhundla diya tujhe kuchh duur ho ki dekh sukun tera bankpan"
"jo ghair the vo isi baat par hamare hue ki ham se dost bahut be-khabar hamare hue"
"tere hote hue mahfil men jalate hain charagh log kya saada hain suraj ko dikhate hain charagh"
"ab tak dil-e-khush-fahm ko tujh se hain umiden ye akhiri sham.en bhi bujhane ke liye aa"
"ham ko us shahr men tamir ka sauda hai jahan log memar ko chun dete hain divar ke saath"
"bahut dinon se nahin hai kuchh us ki khair khabar chalo 'faraz' ko ai yaar chal ke dekhte hain"