Sher
"mash.hur bhi hain badnam bhi hain khushiyon ke na.e paigham bhi hain kuchh gham ke baDe in.aam bhi hain paDhiye to kahani kaam ki hai"
"me.araj-e-aqidat hai ki ta.aviz ki surat baazu pe koi khak-e-vatan bandhe hue hai"
معراج عقیدت ہے کہ تعویذ کی صورت بازو پہ کوئی خاک وطن باندھے ہوئے ہے
मेराज-ए-अक़ीदत है कि ता'वीज़ की सूरत बाज़ू पे कोई ख़ाक-ए-वतन बाँधे हुए है

"mash.hur bhi hain badnam bhi hain khushiyon ke na.e paigham bhi hain kuchh gham ke baDe in.aam bhi hain paDhiye to kahani kaam ki hai"
"jo saare din ki thakan oDh kar main sota huun to saari raat mira ghar safar men rahta hai"
"ai asman harf ko phir e.atibar de varna haqiqaton ko kahani likhenge log"
"main ne suraj ki tarah khud ko banaya jis din dekhne a.enge ye maghrib-o-mashriq mujh ko"
"kitab-e-ishq ke jo mo'atabar risale hain unhin men husn ke kuchh mustanad havale hain"
"jis baat ka matlab khushbu hai har gaanv ke kachche raste par us baat ka matlab badlega jab pakki saDak aa ja.egi"