Sher
"uncha makan ban gaya jab se paDos men rukhsat hui hai tab se mire bam-o-dar se dhuup"
"insan na ban saka hai abhi tak jo aadmi hairan main dekh kar huun vo kaise khuda hua"
انساں نہ بن سکا ہے ابھی تک جو آدمی حیراں میں دیکھ کر ہوں وہ کیسے خدا ہوا
इंसाँ न बन सका है अभी तक जो आदमी हैराँ मैं देख कर हूँ वो कैसे ख़ुदा हुआ

"uncha makan ban gaya jab se paDos men rukhsat hui hai tab se mire bam-o-dar se dhuup"
"taraqqi khuub ki ham ne magar ye bhi haqiqat hai hamara da.era ghar-bar se aage nahin baDhta"
"har fikr sirf jagne vaale ka hai nasib jo so raha hai bas vahi banda maze men hai"
"baDe qarine se sab gham hue hain poshida mila hai jab se mire dil ko sha'iri ka libas"
"phir aaj ek ghazal keh ke main mo'attar huun phir aaj zakhm kiye apne sandali main ne"