"insan na ban saka hai abhi tak jo aadmi hairan main dekh kar huun vo kaise khuda hua"

Anjuman Mansury Arzoo
Anjuman Mansury Arzoo
Sherशेर
insan na ban saka hai abhi tak jo aadmi
इंसाँ न बन सका है अभी तक जो आदमी
baDe qarine se sab gham hue hain poshida
बड़े क़रीने से सब ग़म हुए हैं पोशीदा
phir aaj ek ghazal keh ke main mo'attar huun
फिर आज एक ग़ज़ल कह के मैं मो'अत्तर हूँ
har fikr sirf jagne vaale ka hai nasib
हर फ़िक्र सिर्फ़ जागने वाले का है नसीब
uncha makan ban gaya jab se paDos men
ऊँचा मकान बन गया जब से पड़ोस में
taraqqi khuub ki ham ne magar ye bhi haqiqat hai
तरक़्क़ी ख़ूब की हम ने मगर ये भी हक़ीक़त है
Popular Sher & Shayari
12 total"baDe qarine se sab gham hue hain poshida mila hai jab se mire dil ko sha'iri ka libas"
"phir aaj ek ghazal keh ke main mo'attar huun phir aaj zakhm kiye apne sandali main ne"
"har fikr sirf jagne vaale ka hai nasib jo so raha hai bas vahi banda maze men hai"
"uncha makan ban gaya jab se paDos men rukhsat hui hai tab se mire bam-o-dar se dhuup"
"taraqqi khuub ki ham ne magar ye bhi haqiqat hai hamara da.era ghar-bar se aage nahin baDhta"
unchaa makaan ban gayaa jab se paDos mein
rukhsat hui hai tab se mire baam-o-dar se dhuup
har fikr sirf jaagne vaale kaa hai nasib
jo so rahaa hai bas vahi banda maze mein hai
phir aaj ek ghazal keh ke main mo'attar huun
phir aaj zakhm kiye apne sandali main ne
insaan na ban sakaa hai abhi tak jo aadmi
hairaan main dekh kar huun vo kaise khudaa huaa
taraqqi khuub ki ham ne magar ye bhi haqiqat hai
hamaaraa daaera ghar-baar se aage nahin baDhtaa
baDe qarine se sab gham hue hain poshida
milaa hai jab se mire dil ko shaa'iri kaa libaas
Ghazalग़ज़ल
ik zaraa si dil ki hasrat tum se ulfat aur tum
इक ज़रा सी दिल की हसरत तुम से उल्फ़त और तुम
yahaan dariyaa to aksar bolte hain
यहाँ दरिया तो अक्सर बोलते हैं
ek dariyaa saa musalsal hai ravaan jaante hain
एक दरिया सा मुसलसल है रवाँ जानते हैं
ek do hi nahin sabhi chehre
एक दो ही नहीं सभी चेहरे
jhulas rahaa hai jahaan ab to aab de jaao
झुलस रहा है जहाँ अब तो आब दे जाओ
fan hai udaas aur tamaashaa maze mein hai
फ़न है उदास और तमाशा मज़े में है





