Sher
"kis ki tanvir se jal uTThe basirat ke charagh kis ki tasvir ye ankhon se laga.i ga.i hai"
"dekh ai meri zabun-hali pe hansne vaale vaqt ki dhuup ne kis darja nikhara mujh ko"
دیکھ اے میری زبوں حالی پہ ہنسنے والے وقت کی دھوپ نے کس درجہ نکھارا مجھ کو
देख ऐ मेरी ज़बूँ-हाली पे हँसने वाले वक़्त की धूप ने किस दर्जा निखारा मुझ को

"kis ki tanvir se jal uTThe basirat ke charagh kis ki tasvir ye ankhon se laga.i ga.i hai"
"mumkin hai yahi dil ke milane ka sabab ho ye rut jo hamen haath milane nahin deti"
"bas itna rabt kaafi hai mujhe ai bhulne vaale tiri soi hui ankhon men akasr jagta huun main"
"jaane kis rut men khilenge yahan ta.abir ke phuul sochta rahta huun ab khvab ugata hua main"
"vo ik lamha saza kaaTi ga.i thi jis ki khatir vo lamha to abhi ham ne guzara hi nahin tha"
"zindagi tu bhi hamen vaise hi ik roz guzar jis tarah ham tujhe barson se guzare hue hain"