Sher
"vaa.e ghurbat ki hue jis ke liye khana-kharab sun ke avaz bhi ghar se na vo bahar nikla"
"buri sarisht na badli jagah badalne se chaman men aa ke bhi kanTa gulab ho na saka"
بری سرشت نہ بدلی جگہ بدلنے سے چمن میں آ کے بھی کانٹا گلاب ہو نہ سکا
बुरी सरिश्त न बदली जगह बदलने से चमन में आ के भी काँटा गुलाब हो न सका

"vaa.e ghurbat ki hue jis ke liye khana-kharab sun ke avaz bhi ghar se na vo bahar nikla"
"puchha jo un se chand nikalta hai kis tarah zulfon ko rukh pe Daal ke jhaTka diya ki yuun"
"nigahen is qadar qatil ki uff uff ada.en is qadar pyari ki tauba"
"kis ne bhige hue balon se ye jhaTka paani jhuum ke aa.i ghaTa TuuT ke barsa paani"
"vafa tum se karenge dukh sahenge naaz uTha.enge jise aata hai dil dena use har kaam aata hai"
"'arzu' jaam lo jhijak kaisi pi lo aur dahshat-e-gunah ga.i"