"'arzu' jaam lo jhijak kaisi pi lo aur dahshat-e-gunah ga.i"

Arzoo Lakhnavi
Arzoo Lakhnavi
Sherशेर
See all 93 →'arzu' jaam lo jhijak kaisi
'आरज़ू' जाम लो झिजक कैसी
us shan-e-ajizi ke fida jis ne 'arzu'
उस शान-ए-आजिज़ी के फ़िदा जिस ने 'आरज़ू'
Daal raha hai kaam men mushkil
डाल रहा है काम में मुश्किल
hasraton ka dil se qabza uTh gaya
हसरतों का दिल से क़ब्ज़ा उठ गया
roka tha dam bhar lahrata aansu
रोका था दम भर लहराता आँसू
is chheD men bante hain hoshyar bhi divane
इस छेड़ में बनते हैं होश्यार भी दीवाने
Popular Sher & Shayari
186 total"us shan-e-ajizi ke fida jis ne 'arzu' har naaz har ghurur ke qabil bana diya"
"Daal raha hai kaam men mushkil mushkil men kaam aane vaala"
"hasraton ka dil se qabza uTh gaya ghasibon ki hukmrani khatm hai"
"roka tha dam bhar lahrata aansu aa aa gaya hai danton pasina"
"is chheD men bante hain hoshyar bhi divane lahraya jahan sho.ala andhe hue parvane"
kah ke ye aur kuchh kahaa na gayaa
ki mujhe aap se shikaayat hai
nahin vo agli si raunaq dayaar-e-hasti ki
tabaah-kun koi tufaan thaa shabaab na thaa
dukh vo detaa hai us pe hai ye haal
lene jaataa huun jab nahin aataa
jazb-e-nigaah-e-shoabada-gar dekhte rahe
duniyaa unhin ki thi vo jidhar dekhe rahe
nazar bachaa ke jo aansu kiye the main ne paak
khabar na thi yahi dhabbe baneinge daaman ke
us shaan-e-aajizi ke fidaa jis ne 'aarzu'
har naaz har ghurur ke qaabil banaa diyaa
Ghazalग़ज़ल
ye daastaan-e-dil hai kyaa ho adaa zabaan se
ये दास्तान-ए-दिल है क्या हो अदा ज़बाँ से
jitnaa thaa sargarm-e-kaar utnaa hi dil naakaam thaa
जितना था सरगर्म-ए-कार उतना ही दिल नाकाम था
mujh ko dil qismat ne us ko husn-e-ghaarat-gar diyaa
मुझ को दिल क़िस्मत ने उस को हुस्न-ए-ग़ारत-गर दिया
tumhein kyaa kaam naalon se tumhein kyaa kaam aahon se
तुम्हें क्या काम नालों से तुम्हें क्या काम आहों से
dil mein yaad-e-but-e-be-pir liye baiThaa huun
दिल में याद-ए-बुत-ए-बे-पीर लिए बैठा हूँ
taDapte dil ko na le iztiraab letaa jaa
तड़पते दिल को न ले इज़्तिराब लेता जा





