Sher
"sab ik charagh ke parvane hona chahte hain ajiib log hain divane hona chahte hain"
"hava ke apne ilaqe havas ke apne maqam ye kab kisi ko zafar-yab dekh sakte hain"
ہوا کے اپنے علاقے ہوس کے اپنے مقام یہ کب کسی کو ظفر یاب دیکھ سکتے ہیں
हवा के अपने इलाक़े हवस के अपने मक़ाम ये कब किसी को ज़फ़र-याब देख सकते हैं

"sab ik charagh ke parvane hona chahte hain ajiib log hain divane hona chahte hain"
"meri rusva.i ke asbab hain mere andar aadmi huun so bahut khvab hain mere andar"
"bichhaD ke tujh se kisi dusre pe marna hai ye tajraba bhi isi zindagi men karna hai"
"gaanv ki aankh se basti ki nazar se dekha ek hi rang hai duniya ko jidhar se dekha"
"chashm-e-inkar men iqrar bhi ho sakta tha chheDne ko mujhe phir meri ana puchhti hai"
"dekhne ke liye saara aalam bhi kam chahne ke liye ek chehra bahut"