"dekhne ke liye saara aalam bhi kam chahne ke liye ek chehra bahut"

Asad Badayuni
Asad Badayuni
Sherशेर
See all 34 →dekhne ke liye saara aalam bhi kam
देखने के लिए सारा आलम भी कम
sab ik charagh ke parvane hona chahte hain
सब इक चराग़ के परवाने होना चाहते हैं
meri rusva.i ke asbab hain mere andar
मेरी रुस्वाई के अस्बाब हैं मेरे अंदर
bichhaD ke tujh se kisi dusre pe marna hai
बिछड़ के तुझ से किसी दूसरे पे मरना है
gaanv ki aankh se basti ki nazar se dekha
गाँव की आँख से बस्ती की नज़र से देखा
hava ke apne ilaqe havas ke apne maqam
हवा के अपने इलाक़े हवस के अपने मक़ाम
Popular Sher & Shayari
68 total"sab ik charagh ke parvane hona chahte hain ajiib log hain divane hona chahte hain"
"meri rusva.i ke asbab hain mere andar aadmi huun so bahut khvab hain mere andar"
"bichhaD ke tujh se kisi dusre pe marna hai ye tajraba bhi isi zindagi men karna hai"
"gaanv ki aankh se basti ki nazar se dekha ek hi rang hai duniya ko jidhar se dekha"
"hava ke apne ilaqe havas ke apne maqam ye kab kisi ko zafar-yab dekh sakte hain"
bichhaD ke tujh se kisi dusre pe marnaa hai
ye tajraba bhi isi zindagi mein karnaa hai
aate hain barg-o-baar darakhton ke jism par
tum bhi uThaao haath ki mausam duaa kaa hai
jise na meri udaasi kaa kuchh khayaal aayaa
main us ke husn pe ik roz khaak Daal aayaa
chaman vahi ki jahaan par labon ke phuul khilein
badan vahi ki jahaan raat ho gavaaraa bhi
mohabbatein bhi usi aadmi kaa hissa thiin
magar ye baat puraane zamaane vaali hai
meri rusvaai ke asbaab hain mere andar
aadmi huun so bahut khvaab hain mere andar
Ghazalग़ज़ल
bichhaD ke tujh se kisi dusre pe marnaa hai
बिछड़ के तुझ से किसी दूसरे पे मरना है
vo ek naam jo dariyaa bhi hai kinaaraa bhi
वो एक नाम जो दरिया भी है किनारा भी
jalva-saamaan rukh-e-jaanaan na huaa thaa so huaa
जल्वा-सामाँ रुख़-ए-जानाँ न हुआ था सो हुआ
shoala-e-tanhaai se sab baam-o-dar jal jaaeinge
शो'ला-ए-तन्हाई से सब बाम-ओ-दर जल जाएँगे
mire shajar tujhe mausam nayaa banaate rahein
मिरे शजर तुझे मौसम नया बनाते रहें
jis ko honaa hai vo in aankhon se ojhal ho jaae
जिस को होना है वो इन आँखों से ओझल हो जाए





