Sher
"apni gharaz ke aage sada-e-zamir kya saare takallufat ko nilam kijiye"
"kal jo qatil the vahi aa.e masiha ban kar rahiye in logon se hushyar chana jor garam"
کل جو قاتل تھے وہی آئے مسیحا بن کر رہیے ان لوگوں سے ہشیار چنا جور گرم
कल जो क़ातिल थे वही आए मसीहा बन कर रहिए इन लोगों से हुश्यार चना जोर गरम

"apni gharaz ke aage sada-e-zamir kya saare takallufat ko nilam kijiye"
"rahun azad na ho qaid-e-maqami malik dil badalna ho mira shaghl-e-davami malik"
"urdu ka iqbal bhi dekha aur us ko pamal bhi dekha"
"leader jo nazar aa.e to bolo ye adab se taqrir men tum garmi-e-whiskey se jila do"
"janta ka khuun bechiye paise kama.iye kyon shikva-ha.e gardish-e-ayyam kijiye"
"kuchh der dum hila.iye aaqa ke samne phaila ke paanv ghar pe phir aram kijiye"