Sher
"apni gharaz ke aage sada-e-zamir kya saare takallufat ko nilam kijiye"
"zindagi ho miri netaon ki surat ya-rab ho faqat apni gharaz se hi mohabbat ya-rab"
زندگی ہو مری نیتاؤں کی صورت یا رب ہو فقط اپنی غرض سے ہی محبت یا رب
ज़िंदगी हो मिरी नेताओं की सूरत या-रब हो फ़क़त अपनी ग़रज़ से ही मोहब्बत या-रब

"apni gharaz ke aage sada-e-zamir kya saare takallufat ko nilam kijiye"
"rahun azad na ho qaid-e-maqami malik dil badalna ho mira shaghl-e-davami malik"
"urdu ka iqbal bhi dekha aur us ko pamal bhi dekha"
"leader jo nazar aa.e to bolo ye adab se taqrir men tum garmi-e-whiskey se jila do"
"janta ka khuun bechiye paise kama.iye kyon shikva-ha.e gardish-e-ayyam kijiye"
"kuchh der dum hila.iye aaqa ke samne phaila ke paanv ghar pe phir aram kijiye"