Sher
"husn aur ishq hain donon kafir donon men ik jhagDa sa hai"
"tire visal ki kab aarzu rahi dil ko ki ham ne chaha tujhe shauq-e-be-sabab ke liye"
ترے وصال کی کب آرزو رہی دل کو کہ ہم نے چاہا تجھے شوق بے سبب کے لیے
तिरे विसाल की कब आरज़ू रही दिल को कि हम ने चाहा तुझे शौक़-ए-बे-सबब के लिए

"husn aur ishq hain donon kafir donon men ik jhagDa sa hai"
"hijr men us nigar-e-taban ke lamha lamha baras hai kya kiije"
"ham bhi kisi shirin ke liye khana-badar the farhad rah-e-ishq men tanha to na nikla"
"chand ko tum avaz to de lo ek musafir tanha to hai"
"sahra ka koi phuul mo.attar to nahin tha tha ek chhalava koi manzar to nahin tha"
"jam bhi vahi daara bhi sikandar bhi vahi hai ji kar bhi tira aur jo mar kar bhi tira hai"