Sher
"hasin yaden vo bachpan ki kahin dil se na kho jaa.en main apne ashiyane men khilaune ab bhi rakhta huun"
"is daur-e-akhiri ki jahalat to dekhiye jis ki zaban-daraz hukumat usi ki hai"
اس دور آخری کی جہالت تو دیکھیے جس کی زباں دراز حکومت اسی کی ہے
इस दौर-ए-आख़िरी की जहालत तो देखिए जिस की ज़बाँ-दराज़ हुकूमत उसी की है

"hasin yaden vo bachpan ki kahin dil se na kho jaa.en main apne ashiyane men khilaune ab bhi rakhta huun"
"jise manzil samajh kar ruk ga.e ham vahin se apna aghaz-e-safar tha"
"mohabbat banTana sikho mohabbat hai ata rab ki mohabbat banTne vaale tavil-ul-umr hote hain"
"ye baton men narmi ye tahzib-o-adab sabhi kuchh mila ham ko urdu zaban se"
"mujh ko akhbar si lagti hain tumhari baten har na.e roz naya fitna bayan karti hain"
"zindagi fan nahin madari ka paniyon se diye nahin jalte"