"hasin yaden vo bachpan ki kahin dil se na kho jaa.en main apne ashiyane men khilaune ab bhi rakhta huun"

Bashir Mehtaab
Bashir Mehtaab
Sherशेर
See all 25 →hasin yaden vo bachpan ki kahin dil se na kho jaa.en
हसीं यादें वो बचपन की कहीं दिल से न खो जाएँ
jise manzil samajh kar ruk ga.e ham
जिसे मंज़िल समझ कर रुक गए हम
mohabbat banTana sikho mohabbat hai ata rab ki
मोहब्बत बाँटना सीखो मोहब्बत है अता रब की
ye baton men narmi ye tahzib-o-adab
ये बातों में नर्मी ये तहज़ीब-ओ-आदाब
mujh ko akhbar si lagti hain tumhari baten
मुझ को अख़बार सी लगती हैं तुम्हारी बातें
zindagi fan nahin madari ka
ज़िंदगी फ़न नहीं मदारी का
Popular Sher & Shayari
50 total"jise manzil samajh kar ruk ga.e ham vahin se apna aghaz-e-safar tha"
"mohabbat banTana sikho mohabbat hai ata rab ki mohabbat banTne vaale tavil-ul-umr hote hain"
"ye baton men narmi ye tahzib-o-adab sabhi kuchh mila ham ko urdu zaban se"
"mujh ko akhbar si lagti hain tumhari baten har na.e roz naya fitna bayan karti hain"
"zindagi fan nahin madari ka paniyon se diye nahin jalte"
zindagi fan nahin madaari kaa
paaniyon se diye nahin jalte
hasin yaadein vo bachpan ki kahin dil se na kho jaaein
main apne aashiyaane mein khilaune ab bhi rakhtaa huun
ik bevafaa ke pyaar mein had se guzar gae
kaafir ke pyaar ne hamein kaafir banaa diyaa
apni kamar se aap hi baandhe safar tamaam
phir yuun huaa ki main kabhi apnaa nahin banaa
yuun mohabbat ko umr-bhar paDhnaa
zindagi imtihaan ho jaise
tum mire paas jab nahin hote
dhaDkanein ehtijaaj karti hain
Ghazalग़ज़ल
na aane ke un ke bahaane bhi dekhe
न आने के उन के बहाने भी देखे
suhaane sapne aae hain
सुहाने सपने आए हैं
rukh tumhaaraa ho jidhar ham bhi udhar ho jaaeinge
रुख़ तुम्हारा हो जिधर हम भी उधर हो जाएँगे
kis masti mein ab rahtaa huun
किस मस्ती में अब रहता हूँ
maanaa us ko gila nahin mujh se
माना उस को गिला नहीं मुझ से
sab ki maujudgi samajhtaa hai
सब की मौजूदगी समझता है





