Sher
"us ko duniya aur na uqba chahiye qais laila ka hai laila chahiye"
"hamari zindagi to mukhtasar si ik kahani thi bhala ho maut ka jis ne bana rakkha hai afsana"
ہماری زندگی تو مختصر سی اک کہانی تھی بھلا ہو موت کا جس نے بنا رکھا ہے افسانہ
हमारी ज़िंदगी तो मुख़्तसर सी इक कहानी थी भला हो मौत का जिस ने बना रक्खा है अफ़्साना

"us ko duniya aur na uqba chahiye qais laila ka hai laila chahiye"
"bedam ye mohabbat hai ya koi musibat hai jab dekhiye afsurda jab dekhiye jab maghmum"
"dene vaale tujhe dena hai to itna de de ki mujhe shikva-e-kotahi-e-daman ho jaa.e"
"ai junun kyuun liye jaata hai bayaban men mujhe jab tujhe aata hai ghar ko mire sahra karna"
"kahan iman kis ka kufr aur dair-o-haram kaise tire hote hue ai jaan khayal-e-do-jahan kyuun ho"
"ab aadmi kuchh aur hamari nazar men hai jab se suna hai yaar libas-e-bashar men hai"