Sher
"vahan jo log anaDi hain vaqt kaTte hain yahan bhi kuchh mutasha.er dimagh chaTte hain"
"main ne kaha kalam-e-'ravish' la-javab hai kahne lage ki un ka tarannum kharab hai"
میں نے کہا کلام روشؔ لا جواب ہے کہنے لگے کہ ان کا ترنم خراب ہے
मैं ने कहा कलाम-ए-'रविश' ला-जवाब है कहने लगे कि उन का तरन्नुम ख़राब है

"vahan jo log anaDi hain vaqt kaTte hain yahan bhi kuchh mutasha.er dimagh chaTte hain"
"ek shadi to Thiik hai lekin ek do tiin chaar had kar di"
"kal chaudhvin ki raat thi abad tha kamra tira hoti rahi dhin-tak-dhin bajta raha tabla tira"
"puchhi jo us ki vaj.h to kahne lage janab sardi bahut shadid thi misra sikuD gaya"
"socha tha aadmi ka qasida likhenge ham matla kaha hi tha ki gadha yaad aa gaya"
"kahin goli likha hai aur kahin maar ye golimar likkha ja raha hai"