Sher
"jab javani ga.i chhuDa kar haath us pe piiri na kuchh chali dil ki"
"isi khayal men din-rat main taDapta huun tumhin qarar bhi doge jo be-qarar kiya"
اسی خیال میں دن رات میں تڑپتا ہوں تمہیں قرار بھی دو گے جو بے قرار کیا
इसी ख़याल में दिन-रात मैं तड़पता हूँ तुम्हीं क़रार भी दोगे जो बे-क़रार किया

"jab javani ga.i chhuDa kar haath us pe piiri na kuchh chali dil ki"
"hava ke ghoDe pe rahta hai vo savar mudam kisi ka us ke barabar faras nahin chalta"
"guzishta saal jo dekha vo ab ki saal nahin zamana ek sa bas har baras nahin chalta"
"ik nazar ne kiya hai kaam tamam aarzu bhi to thi yahi dil ki"
"shauq ne ki jo rahbari dil ki manzil-e-ishq tai hui dil ki"
"zarre ki tarah khaak men pamal ho ga.e vo jin ka asman pe sar-e-pur-ghurur tha"