Sher
"bhula.i nahin ja sakengi ye baten tumhen yaad a.enge ham yaad rakhna"
"aane vaale jaane vaale har zamane ke liye aadmi mazdur hai rahen banane ke liye"
آنے والے جانے والے ہر زمانے کے لیے آدمی مزدور ہے راہیں بنانے کے لیے
आने वाले जाने वाले हर ज़माने के लिए आदमी मज़दूर है राहें बनाने के लिए

"bhula.i nahin ja sakengi ye baten tumhen yaad a.enge ham yaad rakhna"
"ilahi ek gham-e-rozgar kya kam tha ki ishq bhej diya jan-e-mubtala ke liye"
"dil lagao to lagao dil se dil dil-lagi hi dil-lagi achchhi nahin"
"mujhe to is khabar ne kho diya hai suna hai main kahin paaya gaya huun"
"kis munh se kah rahe ho hamen kuchh gharaz nahin kis munh se tum ne va.ada kiya tha nibah ka"
"miri majburiyan kya puchhte ho ki jiine ke liye majbur huun main"