"jis ne is daur ke insan kiye hain paida vahi mera bhi khuda ho mujhe manzur nahin"

Hafeez Jalandhari
Hafeez Jalandhari
Sherशेर
See all 80 →jis ne is daur ke insan kiye hain paida
जिस ने इस दौर के इंसान किए हैं पैदा
bhula.i nahin ja sakengi ye baten
भुलाई नहीं जा सकेंगी ये बातें
mujh se kya ho saka vafa ke siva
मुझ से क्या हो सका वफ़ा के सिवा
aane vaale jaane vaale har zamane ke liye
आने वाले जाने वाले हर ज़माने के लिए
miri majburiyan kya puchhte ho
मिरी मजबूरियाँ क्या पूछते हो
ilahi ek gham-e-rozgar kya kam tha
इलाही एक ग़म-ए-रोज़गार क्या कम था
Popular Sher & Shayari
160 total"bhula.i nahin ja sakengi ye baten tumhen yaad a.enge ham yaad rakhna"
"mujh se kya ho saka vafa ke siva mujh ko milta bhi kya saza ke siva"
"aane vaale jaane vaale har zamane ke liye aadmi mazdur hai rahen banane ke liye"
"miri majburiyan kya puchhte ho ki jiine ke liye majbur huun main"
"ilahi ek gham-e-rozgar kya kam tha ki ishq bhej diya jan-e-mubtala ke liye"
dekhaa jo khaa ke tiir kamin-gaah ki taraf
apne hi doston se mulaaqaat ho gai
doston ko bhi mile dard ki daulat yaa rab
meraa apnaa hi bhalaa ho mujhe manzur nahin
vafaa jis se ki bevafaa ho gayaa
jise but banaayaa khudaa ho gayaa
ham hi mein thi na koi baat yaad na tum ko aa sake
tum ne hamein bhulaa diyaa ham na tumhein bhulaa sake
kyuun hijr ke shikve kartaa hai kyuun dard ke rone rotaa hai
ab ishq kiyaa to sabr bhi kar is mein to yahi kuchh hotaa hai
iraade baandhtaa huun sochtaa huun toD detaa huun
kahin aisaa na ho jaae kahin aisaa na ho jaae
Ghazalग़ज़ल
maston pe ungliyaan na uThaao bahaar mein
मस्तों पे उँगलियाँ न उठाओ बहार में
o dil toD ke jaane vaale dil ki baat bataataa jaa
ओ दिल तोड़ के जाने वाले दिल की बात बताता जा
ye kyaa maqaam hai vo nazaare kahaan gae
ये क्या मक़ाम है वो नज़ारे कहाँ गए
koi davaa na de sake mashvara-e-duaa diyaa
कोई दवा न दे सके मशवरा-ए-दुआ दिया
un ko jigar ki justuju un ki nazar ko kyaa karun
उन को जिगर की जुस्तुजू उन की नज़र को क्या करूँ
kyuun hijr ke shikve kartaa hai kyuun dard ke rone rotaa hai
क्यूँ हिज्र के शिकवे करता है क्यूँ दर्द के रोने रोता है





