Quote
"Thiik aa.i tan pe apne qaba-e-barahnagi baani libas chhoTe hue ya baDe hue"
"khana-e-zanjir se misl-e-sada Darta huun ab yaad aata hai kaf-e-pa men khaTakna khaar ka"
خانۂ زنجیر سے مثل صدا ڈرتا ہوں اب یاد آتا ہے کف پا میں کھٹکنا خار کا
ख़ाना-ए-ज़ंजीर से मिस्ल-ए-सदा डरता हूँ अब याद आता है कफ़-ए-पा में खटकना ख़ार का

"Thiik aa.i tan pe apne qaba-e-barahnagi baani libas chhoTe hue ya baDe hue"
"chhuT-puTa vaqt hai bahta hua dariya Thahra sub.h se shaam hui dil na hamara Thahra"
"karta hai kya ye mohtasib-e-sang-dil ghazab shishon ke saath dil na kahin chuur chuur hon"
"bahr-e-hasti sa koi dariya-e-be-payan nahin asman-e-nil-gun sa sabza-e-sahil kahan"
"bastiyan hi bastiyan hain gumbad-e-aflak men saikDon farsang majnun se bayaban rah gaya"
"kucha-e-yar men ho raushni apne dam ki ka.aba o dair karen gabr o musalman abad"