Quote
"Thiik aa.i tan pe apne qaba-e-barahnagi baani libas chhoTe hue ya baDe hue"
"sa.i-e-la-hasil mudava-e-mariz-e-ishq hai thamna mumkin nahin girti hui divar ka"
سعئ لا حاصل مداوائے مریض عشق ہے تھامنا ممکن نہیں گرتی ہوئی دیوار کا
सई-ए-ला-हासिल मुदावा-ए-मरीज़-ए-इश्क़ है थामना मुमकिन नहीं गिरती हुई दीवार का

"Thiik aa.i tan pe apne qaba-e-barahnagi baani libas chhoTe hue ya baDe hue"
"chhuT-puTa vaqt hai bahta hua dariya Thahra sub.h se shaam hui dil na hamara Thahra"
"karta hai kya ye mohtasib-e-sang-dil ghazab shishon ke saath dil na kahin chuur chuur hon"
"bahr-e-hasti sa koi dariya-e-be-payan nahin asman-e-nil-gun sa sabza-e-sahil kahan"
"bastiyan hi bastiyan hain gumbad-e-aflak men saikDon farsang majnun se bayaban rah gaya"
"kucha-e-yar men ho raushni apne dam ki ka.aba o dair karen gabr o musalman abad"