Sher
"dekhte dekhte tera chehra aur ik chehra ban jaata hai ik manus malul sa chehra kab dekha tha bhuul gaya huun"
"asudgi-amoz ho jab abla-pa.i ho jaati hai manzil ki lagan dil men tapan aur"
آسودگی آموز ہو جب آبلہ پائی ہو جاتی ہے منزل کی لگن دل میں تپاں اور
आसूदगी-आमोज़ हो जब आबला-पाई हो जाती है मंज़िल की लगन दिल में तपाँ और

"dekhte dekhte tera chehra aur ik chehra ban jaata hai ik manus malul sa chehra kab dekha tha bhuul gaya huun"
"kya khabar mera safar hai aur kitni duur ka kaghzi ik naav huun aur tez-rau paani men huun"
"na yaad ki chubhan koi na koi lau malal ki main jaane kitni duur yunhi khud se be-khabar gaya"