Sher
"hadse se baDa saneha ye hua koi Thahra nahin hadsa dekh kar"
"yahan 'inayat' aap ko musha.eron ki daad ne chaDha diya hai baans par mazaq hi mazaq men"
یہاں عنایتؔ آپ کو مشاعروں کی داد نے چڑھا دیا ہے بانس پر مذاق ہی مذاق میں
यहाँ 'इनायत' आप को मुशायरों की दाद ने चढ़ा दिया है बाँस पर मज़ाक़ ही मज़ाक़ में

"hadse se baDa saneha ye hua koi Thahra nahin hadsa dekh kar"
"us ke rukhsar pe hai aur tire honT pe til tilmilane ki ijazat nahin di ja.egi"
"phir to tum sar pe uTha loge zamane-bhar ko sar uThane ki ijazat nahin di ja.egi"
"ye ho sakta nahin kyuun paas akhir mira beTa shari.at bill nahin hai"
"mafad-e-qaum se na-ashna kirdar se aari ye be-pendi ke loTe hain jidhar chahen luDhak jaa.en"
"is se andesha-e-farda ki juen jhaDti hain sar khujane ki ijazat nahin di ja.egi"