Sher
"tumhen fursat ho duniya se to ham se aa ke milna hamare paas fursat ke siva kya rah gaya hai"
"tum aa ga.e ho to ab a.ina bhi dekhenge abhi abhi to nigahon men raushni hui hai"
تم آ گئے ہو تو اب آئینہ بھی دیکھیں گے ابھی ابھی تو نگاہوں میں روشنی ہوئی ہے
तुम आ गए हो तो अब आईना भी देखेंगे अभी अभी तो निगाहों में रौशनी हुई है

"tumhen fursat ho duniya se to ham se aa ke milna hamare paas fursat ke siva kya rah gaya hai"
"nahin nahin main bahut khush raha huun tere baghair yaqin kar ki ye halat abhi abhi hui hai"
"main tujh se saath bhi to umar bhar ka chahta tha so ab tujh se gila bhi umar bhar ka ho gaya hai"
"jo aql se badan ko mili thii, vo thi havas jo ruuh ko junun se mila hai, ye ishq hai"
"koi mila to kisi aur ki kami hui hai so dil ne be-talabi ikhtiyar ki hui hai"
"aisi duniya men kab tak guzara karen tum hi kah do ki kaise gavara karen raat mujh se miri bebasi ne kaha bebasi ke liye ek taaza ghazal"