Sher
"jab kisi ne qad o gesu ka fasana chheDa baat baDh ke rasan-o-dar tak aa pahunchi hai"
"hai zeb-e-gulu kab se mire daar ka phanda mujrim huun agar main to saza kyuun nahin dete"
ہے زیب گلو کب سے مرے دار کا پھندا مجرم ہوں اگر میں تو سزا کیوں نہیں دیتے
है ज़ेब-ए-गुलू कब से मिरे दार का फंदा मुजरिम हूँ अगर मैं तो सज़ा क्यूँ नहीं देते
