Sher
"hai zeb-e-gulu kab se mire daar ka phanda mujrim huun agar main to saza kyuun nahin dete"

Kaleem Usmani
"hai zeb-e-gulu kab se mire daar ka phanda mujrim huun agar main to saza kyuun nahin dete"
"jab kisi ne qad o gesu ka fasana chheDa baat baDh ke rasan-o-dar tak aa pahunchi hai"
hai zeb-e-gulu kab se mire daar kaa phandaa
mujrim huun agar main to sazaa kyuun nahin dete
jab kisi ne qad o gesu kaa fasaana chheDaa
baat baDh ke rasan-o-daar tak aa pahunchi hai
raat ki zulfein bhigi bhigi aur aalam tanhaai kaa
रात की ज़ुल्फ़ें भीगी भीगी और आलम तन्हाई का
hai agarche shahr mein apni shanaasaai bahut
है अगरचे शहर में अपनी शनासाई बहुत
jab sar-e-shaam koi yaad machal jaati hai
जब सर-ए-शाम कोई याद मचल जाती है
raat phaili hai tere surmai aanchal ki tarah
रात फैली है तेरे सुरमई आँचल की तरह