Sher
"na jaane kis ki hamen umr bhar talash rahi jise qarib se dekha vo dusra nikla"
"bhala hua ki koi aur mil gaya tum sa vagarna ham bhi kisi din tumhen bhula dete"
بھلا ہوا کہ کوئی اور مل گیا تم سا وگرنہ ہم بھی کسی دن تمہیں بھلا دیتے
भला हुआ कि कोई और मिल गया तुम सा वगर्ना हम भी किसी दिन तुम्हें भुला देते

"na jaane kis ki hamen umr bhar talash rahi jise qarib se dekha vo dusra nikla"
"jaane kyuun ik khayal sa aaya main na hunga to kya kami hogi"
"hoti nahin hai yunhi ada ye namaz-e-ishq yaan shart hai ki apne lahu se vazu karo"
"nikale ga.e is ke ma.ani hazar ajab chiiz thi ik miri khamushi"
"miri nazar men vahi mohni si murat hai ye raat hijr ki hai phir bhi khub-surat hai"
"yuun to marne ke liye zahr sabhi piite hain zindagi tere liye zahr piya hai main ne"