Sher
"ab to badan ke jalne ki bu shahr bhar men hai kahna bhi narava hai so kahta nahin koi"
"bheji hain us ne phulon men munh-band sipiyan inkar bhi ajab hai bulava bhi hai ajab"
بھیجی ہیں اس نے پھولوں میں منہ بند سیپیاں انکار بھی عجب ہے بلاوا بھی ہے عجب
भेजी हैं उस ने फूलों में मुँह-बंद सीपियाँ इंकार भी अजब है बुलावा भी है अजब

"ab to badan ke jalne ki bu shahr bhar men hai kahna bhi narava hai so kahta nahin koi"
"maang men Tankne aaya tha sitare koi dil ko kya sujhi ki us khvab ko bimar kiya"
"hamen dekho hamare paas baiTho ham se kuchh sikho hamin ne pyaar manga tha hamin ne daagh paa.e hain"
"dil ko bhi gham ka saliqa na tha pahle pahle us ko bhi bhulna achchha laga pahle pahle"
"dil men hai mulaqat ki khvahish ki dabi aag mehndi lage hathon ko chhupa kar kahan rakkhun"
"paani ka bahav tham gaya hai nikli hai nadi se vo naha kar"