Quote
"makan andar se khasta ho gaya hai aur is men ek rasta ho gaya hai"
"dil ek sadiyon purana udaas mandir hai umiid tarsa hua pyaar dev-dasi ka"
دل ایک صدیوں پرانا اداس مندر ہے امید ترسا ہوا پیار دیو داسی کا
दिल एक सदियों पुराना उदास मंदिर है उमीद तरसा हुआ प्यार देव-दासी का

"makan andar se khasta ho gaya hai aur is men ek rasta ho gaya hai"
"zindagi ke akhiri lamhe khushi se bhar gaya ek din itna hansa vo hanste hanste mar gaya"
"karen to kis se karen zikr-e-khana-virani ki ham to aag nasheman ko khud laga aa.e"
"vo kya zindagi jis men joshish nahin vo kya aarzu jis men kavish nahin"
"kirshn 'mohan' ye bhi hai kaisa akela-pan ki log maut se Darte hain main to zindagi se Dar gaya"
"jab bhi ki tahrir apni dastan teri hi tasvir ho kar rah ga.i"