Sher
"den jise chahen dil hamara hai is men kya aap ka ijara hai"
"istikhare ke liye baagh men ham rindon ne bar-ha dana-e-angur ki ki hai tasbih"
استخارے کے لیے باغ میں ہم رندوں نے بارہا دانۂ انگور کی کی ہے تسبیح
तू ने अग़्यार से आईना मँगा कर देखा दिल में आता है कि अब मुँह न दिखाएँ तुझ को

"den jise chahen dil hamara hai is men kya aap ka ijara hai"
"is bala ko to khuda jald kare shahr-badar kaale paani ko ravana shab-e-hijran ho jaa.e"
"ai dost tujh ko rahm na aa.e to kya karun dushman bhi mere haal pe ab ab-dida hai"
"samjha liya fareb se mujh ko to aap ne dil se to puchh lijiye kyuun be-qarar hai"
"ik ishara sar-e-mahfil jo kiya us gul ne chaunke das biis ruke saikDon khaTke lakhon"
"dil mira khvab-gah-e-dilbar hai bas yahi ek sone ka ghar hai"