"den jise chahen dil hamara hai is men kya aap ka ijara hai"

Lala Madhav Ram Jauhar
Lala Madhav Ram Jauhar
Sherशेर
See all 174 →den jise chahen dil hamara hai
दिल मिरा ख़्वाब-गाह-ए-दिलबर है
istikhare ke liye baagh men ham rindon ne
तू ने अग़्यार से आईना मँगा कर देखा
is bala ko to khuda jald kare shahr-badar
इस बला को तो ख़ुदा जल्द करे शहर-बदर
ai dost tujh ko rahm na aa.e to kya karun
ऐ दोस्त तुझ को रहम न आए तो क्या करूँ
samjha liya fareb se mujh ko to aap ne
समझा लिया फ़रेब से मुझ को तो आप ने
dil mira khvab-gah-e-dilbar hai
दें जिसे चाहें दिल हमारा है
Popular Sher & Shayari
347 total"istikhare ke liye baagh men ham rindon ne bar-ha dana-e-angur ki ki hai tasbih"
"is bala ko to khuda jald kare shahr-badar kaale paani ko ravana shab-e-hijran ho jaa.e"
"ai dost tujh ko rahm na aa.e to kya karun dushman bhi mere haal pe ab ab-dida hai"
"samjha liya fareb se mujh ko to aap ne dil se to puchh lijiye kyuun be-qarar hai"
"dil mira khvab-gah-e-dilbar hai bas yahi ek sone ka ghar hai"
haae main kis ko bataaun kaun dil ko le gayaa
shakl dekhi hai magar vaaqif nahin huun naam se
bhaanp hi leinge ishaara sar-e-mahfil jo kiyaa
taaDne vaale qayaamat ki nazar rakhte hain
ghairon se to fursat tumhein din raat nahin hai
haan mere liye vaqt-e-mulaaqaat nahin hai
laDne ko dil jo chaahe to aankhein laDaaiye
ho jang bhi agar to mazedaar jang ho
vahi shaagird phir ho jaate hain ustaad ai 'jauhar'
jo apne jaan-o-dil se khidmat-e-ustaad karte hain
naama-bar naa-umid aataa hai
haae kyaa sust paanv paDte hain
Ghazalग़ज़ल
barsaat kaa mazaa tire gesu dikhaa gae
बरसात का मज़ा तिरे गेसू दिखा गए
kunj-e-qafas se pahle ghar apnaa kahaan na thaa
कुंज-ए-क़फ़स से पहले घर अपना कहाँ न था
but-kade mein na tujhe kaabe ke andar paayaa
बुत-कदे में न तुझे काबे के अंदर पाया
haram mein muddaton DhunDaa shivaalon mein phiraa barson
हरम में मुद्दतों ढूँडा शिवालों में फिरा बरसों
hote khudaa ke us but-e-kaafir ki chaah ki
होते ख़ुदा के उस बुत-ए-काफ़िर की चाह की
dil ko koso jo chaahtaa hai
दिल को कोसो जो चाहता है





