Sher
"ye nadani nahin to kya hai 'danish' samajhna tha jise samjha raha huun"
"zindagi se mohabbat karo TuuT kar maut ka kaam dushvar karte raho"
زندگی سے محبت کرو ٹوٹ کر موت کا کام دشوار کرتے رہو
ज़िंदगी से मोहब्बत करो टूट कर मौत का काम दुश्वार करते रहो

"ye nadani nahin to kya hai 'danish' samajhna tha jise samjha raha huun"
"ye hasil hai miri khamoshiyon ka ki patthar azmane lag ga.e hain"
"koi jab shahr se jaa.e to raunaq ruuTh jaati hai kisi ki shahr men maujudgi se kuchh nahin hota"
"mohabbat ratjage avaragardi zaruri kaam saare ho rahe hain"
"jab apni be-kali se be-khudi se kuchh nahin hota pukaren kyon kisi ko ham kisi se kuchh nahin hota"
"ho ga.e phir tum kahin abad kya hil ga.i tanha.i ki buniyad kya"