"ye nadani nahin to kya hai 'danish' samajhna tha jise samjha raha huun"

Madan Mohan Danish
Madan Mohan Danish
Sherशेर
See all 10 →ye nadani nahin to kya hai 'danish'
ये नादानी नहीं तो क्या है 'दानिश'
ye hasil hai miri khamoshiyon ka
ये हासिल है मिरी ख़ामोशियों का
koi jab shahr se jaa.e to raunaq ruuTh jaati hai
कोई जब शहर से जाए तो रौनक़ रूठ जाती है
zindagi se mohabbat karo TuuT kar
ज़िंदगी से मोहब्बत करो टूट कर
mohabbat ratjage avaragardi
मोहब्बत रतजगे आवारागर्दी
jab apni be-kali se be-khudi se kuchh nahin hota
जब अपनी बे-कली से बे-ख़ुदी से कुछ नहीं होता
Popular Sher & Shayari
20 total"ye hasil hai miri khamoshiyon ka ki patthar azmane lag ga.e hain"
"koi jab shahr se jaa.e to raunaq ruuTh jaati hai kisi ki shahr men maujudgi se kuchh nahin hota"
"zindagi se mohabbat karo TuuT kar maut ka kaam dushvar karte raho"
"mohabbat ratjage avaragardi zaruri kaam saare ho rahe hain"
"jab apni be-kali se be-khudi se kuchh nahin hota pukaren kyon kisi ko ham kisi se kuchh nahin hota"
ye haasil hai miri khaamoshiyon kaa
ki patthar aazmaane lag gae hain
zindagi se mohabbat karo TuuT kar
maut kaa kaam dushvaar karte raho
ho gae phir tum kahin aabaad kyaa
hil gai tanhaai ki buniyaad kyaa
mohabbat ratjage aavaaragardi
zaruri kaam saare ho rahe hain
koi jab shahr se jaae to raunaq ruuTh jaati hai
kisi ki shahr mein maujudgi se kuchh nahin hotaa
ye naadaani nahin to kyaa hai 'daanish'
samajhnaa thaa jise samjhaa rahaa huun
Ghazalग़ज़ल
chalte rahne ke liye dil mein gumaan koi to ho
चलते रहने के लिए दिल में गुमाँ कोई तो हो
zidon ko apni taraasho aur un ko khvaab karo
ज़िदों को अपनी तराशो और उन को ख़्वाब करो
tumhaare saath jo bartaa huaa hai
तुम्हारे साथ जो बरता हुआ है
aadhi aag aur aadhaa paani ham donon
आधी आग और आधा पानी हम दोनों
hai intizaar muqaddar to intizaar karo
है इंतिज़ार मुक़द्दर तो इंतिज़ार करो
nafraton se laDo pyaar karte raho
नफ़रतों से लड़ो प्यार करते रहो





