Sher
"sukhe patte sab ikaTThe ho ga.e hain raste men ek divar aa ga.i hai"
"lohe aur patthar ki saari tasviren miT ja.engi kaghaz ke parde par ham ne sab ke ruup jama.e hain"
لوہے اور پتھر کی ساری تصویریں مٹ جائیں گی کاغذ کے پردے پر ہم نے سب کے روپ جمائے ہیں
लोहे और पत्थर की सारी तस्वीरें मिट जाएँगी काग़ज़ के पर्दे पर हम ने सब के रूप जमाए हैं

"sukhe patte sab ikaTThe ho ga.e hain raste men ek divar aa ga.i hai"
"biis baras se ik taare par man ki jot jagata huun divali ki raat ko tu bhi koi diya jalaya kar"
"insan men kya bhara hua hai honTon se dimagh tak sile hain"
"andhe moD ko jo bhi kaaTe ahista guzre cyclen Takra jaati hain akasr motor se"
"mujhi se puchh raha tha mira pata koi buton ke shahr men maujud tha khuda koi"
"baat karna hai karo samne itrao nahin jo nahin jante us baat ko samjhao nahin"