Sher
"kis se shikva karen virani-e-hasti ka 'hayat' ham ne khud apni tamannaon ko jiine na diya"
M
Masooda Hayat"khushbu si koi aa.e to lagta hai ki tum ho shisha kahin Takra.e to lagta hai ki tum ho"
خوشبو سی کوئی آئے تو لگتا ہے کہ تم ہو شیشہ کہیں ٹکرائے تو لگتا ہے کہ تم ہو
ख़ुश्बू सी कोई आए तो लगता है कि तुम हो शीशा कहीं टकराए तो लगता है कि तुम हो
"kis se shikva karen virani-e-hasti ka 'hayat' ham ne khud apni tamannaon ko jiine na diya"
"hazar shauq numayan the jis nazar se kabhi vahi nigah baDi ajnabi si lagti hai"
"ek khushbu si ubharti hai nafas se mere ho na ho aaj koi aan basa hai mujh men"
"tamam umr bhaTakte rahe jo rahon men dikha rahe hain vahi aaj rasta mujh ko"
"ghar se jo shakhs bhi nikle vo sambhal kar nikle jaane kis moD pe kis haath men khanjar nikle"
"ye kya ki aaj koi naam tak nahin leta vo din bhi the ki har ik lab pe baat apni thi"