Sher
"kyuun ham ko sunate ho jahannam ke fasane is daur men jiine ki saza kam to nahin hai"
M
Masroor Jalandhari"shayad aa jaa.e kisi vaqt lab-e-bam vo chand shaam se subah talak band daricha na kiya"
شاید آ جائے کسی وقت لب بام وہ چاند شام سے صبح تلک بند دریچہ نہ کیا
शायद आ जाए किसी वक़्त लब-ए-बाम वो चाँद शाम से सुबह तलक बंद दरीचा न किया
"kyuun ham ko sunate ho jahannam ke fasane is daur men jiine ki saza kam to nahin hai"
"ik umr ki mehnat ka ye phal pa.enge ham log miTTi ki rida oDh ke so ja.enge ham log"
"jo bhi chaho nikal lo matlab khamushi guftugu pe bhari hai"
"hamari ankhon men be-vaj.h aa ga.e aansu yaqin kiije kisi baat par nahin aa.e"