Sher
"kyuun ham ko sunate ho jahannam ke fasane is daur men jiine ki saza kam to nahin hai"
M
Masroor JalandhariMasroor Jalandhari
kyuun ham ko sunate ho jahannam ke fasane
क्यूँ हम को सुनाते हो जहन्नम के फ़साने
ik umr ki mehnat ka ye phal pa.enge ham log
इक उम्र की मेहनत का ये फल पाएँगे हम लोग
jo bhi chaho nikal lo matlab
जो भी चाहो निकाल लो मतलब
shayad aa jaa.e kisi vaqt lab-e-bam vo chand
शायद आ जाए किसी वक़्त लब-ए-बाम वो चाँद
hamari ankhon men be-vaj.h aa ga.e aansu
हमारी आँखों में बे-वज्ह आ गए आँसू
"kyuun ham ko sunate ho jahannam ke fasane is daur men jiine ki saza kam to nahin hai"
"ik umr ki mehnat ka ye phal pa.enge ham log miTTi ki rida oDh ke so ja.enge ham log"
"jo bhi chaho nikal lo matlab khamushi guftugu pe bhari hai"
"shayad aa jaa.e kisi vaqt lab-e-bam vo chand shaam se subah talak band daricha na kiya"
"hamari ankhon men be-vaj.h aa ga.e aansu yaqin kiije kisi baat par nahin aa.e"
kyuun ham ko sunaate ho jahannam ke fasaane
is daur mein jiine ki sazaa kam to nahin hai
jo bhi chaaho nikaal lo matlab
khaamushi guftugu pe bhaari hai
hamaari aankhon mein be-vajh aa gae aansu
yaqin kiije kisi baat par nahin aae
shaayad aa jaae kisi vaqt lab-e-baam vo chaand
shaam se subah talak band daricha na kiyaa
ik umr ki mehnat kaa ye phal paaeinge ham log
miTTi ki ridaa oDh ke so jaaeinge ham log