Sher
"zamin par ghar banaya hai magar jannat men rahte hain hamari khush-nasibi hai ki ham bharat men rahte hain"
"'aql aur 'ishq laDte rahe der tak 'aql maari ga.i 'ishq zinda raha"
عقل اور عشق لڑتے رہے دیر تک عقل ماری گئی عشق زندہ رہا
'अक़्ल और 'इश्क़ लड़ते रहे देर तक 'अक़्ल मारी गई 'इश्क़ ज़िंदा रहा

"zamin par ghar banaya hai magar jannat men rahte hain hamari khush-nasibi hai ki ham bharat men rahte hain"
"mujhe jis haal men chhoDa usi halat men paogi baDi iman-dari se tumhara hijr kaaTa hai"
"main is liye bhi hamesha khamosh rahta huun mire dimagh men ik shor machta rahta hai"
"tum mujhe apni qasam de kar kaho 'afridi' aap cigarette chhoD den"
"tumhare husn ko kab tak varaq varaq paDhte so ek raat men puuri kitab paDh Daali"
"vo kuchh ghalat nahin tha hamin bevaquf the shishe ko saaf karte rahe is taraf se ham"