"zamin par ghar banaya hai magar jannat men rahte hain hamari khush-nasibi hai ki ham bharat men rahte hain"

Mehshar Afridi
Mehshar Afridi
Sherशेर
See all 12 →zamin par ghar banaya hai magar jannat men rahte hain
ज़मीं पर घर बनाया है मगर जन्नत में रहते हैं
mujhe jis haal men chhoDa usi halat men paogi
मुझे जिस हाल में छोड़ा उसी हालत में पाओगी
main is liye bhi hamesha khamosh rahta huun
मैं इस लिए भी हमेशा ख़मोश रहता हूँ
'aql aur 'ishq laDte rahe der tak
'अक़्ल और 'इश्क़ लड़ते रहे देर तक
tum mujhe apni qasam de kar kaho
तुम मुझे अपनी क़सम दे कर कहो
tumhare husn ko kab tak varaq varaq paDhte
तुम्हारे हुस्न को कब तक वरक़ वरक़ पढ़ते
Popular Sher & Shayari
24 total"mujhe jis haal men chhoDa usi halat men paogi baDi iman-dari se tumhara hijr kaaTa hai"
"main is liye bhi hamesha khamosh rahta huun mire dimagh men ik shor machta rahta hai"
"'aql aur 'ishq laDte rahe der tak 'aql maari ga.i 'ishq zinda raha"
"tum mujhe apni qasam de kar kaho 'afridi' aap cigarette chhoD den"
"tumhare husn ko kab tak varaq varaq paDhte so ek raat men puuri kitab paDh Daali"
zamin par ghar banaayaa hai magar jannat mein rahte hain
hamaari khush-nasibi hai ki ham bhaarat mein rahte hain
'aql aur 'ishq laDte rahe der tak
'aql maari gai 'ishq zinda rahaa
vo kuchh ghalat nahin thaa hamin bevaquf the
shishe ko saaf karte rahe is taraf se ham
jab tumhaari ye maatami aankhein
muskuraati hain shor thamtaa hai
visaal-e-yaar furqaton ki rut badal nahin rahaa
badan qaraar paa gayaa hai dil sanbhal nahin rahaa
tumhaare husn ko kab tak varaq varaq paDhte
so ek raat mein puuri kitaab paDh Daali
Ghazalग़ज़ल
jo chand lamhon mein ban gayaa thaa vo silsila khatm ho gayaa hai
जो चंद लम्हों में बन गया था वो सिलसिला ख़त्म हो गया है
anaa kaa bojh kabhi jism se utaar ke dekh
अना का बोझ कभी जिस्म से उतार के देख
josh-e-junun mein aap kaa aanchal pakaD liyaa
जोश-ए-जुनूँ में आप का आँचल पकड़ लिया
jism phulon ke gaThile ho gae
जिस्म फूलों के गठीले हो गए
ye jo paude hain junun ke ye javaan bhi honge
ये जो पौदे हैं जुनूँ के ये जवाँ भी होंगे
har takalluf bilaa-zarurat hai
हर तकल्लुफ़ बिला-ज़रूरत है





