Sher
"yak qadam rah-e-dost hai 'da.ud' lekin afsos pa-e-bakht hai lang"
M
Mirza Daood Beg"har kitab-e-sohbat-e-rangin ke ma.ani dekh kar fard-e-tanha.i ke mazmun kuun kiya huun intikhab"
ہر کتاب صحبت رنگیں کے معنی دیکھ کر فرد تنہائی کے مضموں کوں کیا ہوں انتخاب
हर किताब-ए-सोहबत-ए-रंगीं के मअ'नी देख कर फ़र्द-ए-तन्हाई के मज़मूँ कूँ किया हूँ इंतिख़ाब
"yak qadam rah-e-dost hai 'da.ud' lekin afsos pa-e-bakht hai lang"
"tujh hijr ki agan kuun bujhane ai sang dil koi ab-zan-rafiq ba-juz chashm-e-tar nahin"
"saaf dil ho gar hai tujh kuun khvahish-e-tark-e-hava ab-e-a.ina upar aata nahin hargiz habab"
"shisha-e-abru sambhal ai dil daur ulTa chala hai duniya ka"
"sun nasihat miri ai zahid-e-khushk ashk ke aab bin vuzu mat kar"
"piv bina dil mira udasi hai gaah jogi hai gaah sanyasi hai"