Sher
"yak qadam rah-e-dost hai 'da.ud' lekin afsos pa-e-bakht hai lang"
M
Mirza Daood Beg"raqam karne kuun vasf-e-zulf-e-dildar mujhe har vaqt mashq-e-lam hai bas"
رقم کرنے کوں وصف زلف دل دار مجھے ہر وقت مشق لام ہے بس
रक़म करने कूँ वस्फ़-ए-ज़ुल्फ़-ए-दिलदार मुझे हर वक़्त मश्क़-ए-लाम है बस
"yak qadam rah-e-dost hai 'da.ud' lekin afsos pa-e-bakht hai lang"
"tujh hijr ki agan kuun bujhane ai sang dil koi ab-zan-rafiq ba-juz chashm-e-tar nahin"
"saaf dil ho gar hai tujh kuun khvahish-e-tark-e-hava ab-e-a.ina upar aata nahin hargiz habab"
"shisha-e-abru sambhal ai dil daur ulTa chala hai duniya ka"
"sun nasihat miri ai zahid-e-khushk ashk ke aab bin vuzu mat kar"
"piv bina dil mira udasi hai gaah jogi hai gaah sanyasi hai"