Sher
"tum ne chheDa to kuchh khule ham bhi baat par baat yaad aati hai"
"apne markaz ki taraf ma.il-e-parvaz tha husn bhulta hi nahin aalam tiri angDa.i ka"
اپنے مرکز کی طرف مائل پرواز تھا حسن بھولتا ہی نہیں عالم تری انگڑائی کا
अपने मरकज़ की तरफ़ माइल-ए-परवाज़ था हुस्न भूलता ही नहीं आलम तिरी अंगड़ाई का

"tum ne chheDa to kuchh khule ham bhi baat par baat yaad aati hai"
"zaban dil ki haqiqat ko kya bayan karti kisi ka haal kisi se kaha nahin jaata"
"hijr ki raat kaTne vaale kya karega agar sahar na hui"
"lutf-e-bahar kuchh nahin go hai vahi bahar dil hi ujaD gaya ki zamana ujaD gaya"
"khud chale aao ya bula bhejo raat akele basar nahin hoti"
"batao aise marizon ka hai ilaaj koi ki jin se haal bhi apna bayan nahin hota"