"paida vo baat kar ki tujhe ro.en dusre rona khud apne haal pe ye zaar zaar kya"

Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sherशेर
See all 60 →paida vo baat kar ki tujhe ro.en dusre
पैदा वो बात कर कि तुझे रोएँ दूसरे
usi ko hashr kahte hain jahan duniya ho fariyadi
उसी को हश्र कहते हैं जहाँ दुनिया हो फ़रियादी
zaban dil ki haqiqat ko kya bayan karti
ज़बान दिल की हक़ीक़त को क्या बयाँ करती
khud chale aao ya bula bhejo
ख़ुद चले आओ या बुला भेजो
hijr ki raat kaTne vaale
हिज्र की रात काटने वाले
apne markaz ki taraf ma.il-e-parvaz tha husn
अपने मरकज़ की तरफ़ माइल-ए-परवाज़ था हुस्न
Popular Sher & Shayari
120 total"usi ko hashr kahte hain jahan duniya ho fariyadi yahi ai mir-e-divan-e-jaza kya teri mahfil hai"
"zaban dil ki haqiqat ko kya bayan karti kisi ka haal kisi se kaha nahin jaata"
"khud chale aao ya bula bhejo raat akele basar nahin hoti"
"hijr ki raat kaTne vaale kya karega agar sahar na hui"
"apne markaz ki taraf ma.il-e-parvaz tha husn bhulta hi nahin aalam tiri angDa.i ka"
musibat thi hamaare hi liye kyuun
ye maanaa ham jiye lekin jiye kyuun
mire dahan mein agar aap ki zabaan hoti
to phir kuchh aur hi unvaan-e-daastaan hotaa
ai soz-e-ishq-e-pinhaan ab qissa mukhtasar hai
iksir ho chalaa huun ik aanch ki kasar hai
apne markaz ki taraf maail-e-parvaaz thaa husn
bhultaa hi nahin aalam tiri angDaai kaa
paidaa vo baat kar ki tujhe roein dusre
ronaa khud apne haal pe ye zaar zaar kyaa
jhuTe vaadon par thi apni zindagi
ab to vo bhi aasraa jaataa rahaa
Ghazalग़ज़ल
partav-e-husn kahin anjuman-afroz to ho
परतव-ए-हुस्न कहीं अंजुमन-अफ़रोज़ तो हो
ishq jo mearaaj kaa ik ziina hai
इश्क़ जो मेराज का इक ज़ीना है
vo nigaahein kyaa kahun kyuun kar rag-e-jaan ho gaiin
वो निगाहें क्या कहूँ क्यूँ कर रग-ए-जाँ हो गईं
kar chuke barbaad dil ko fikr kyaa anjaam ki
कर चुके बर्बाद दिल को फ़िक्र क्या अंजाम की
saamne aaina thaa masti thi
सामने आइना था मस्ती थी
dil kushta-e-nazar hai mahrum-e-guftugu huun
दिल कुश्ता-ए-नज़र है महरूम-ए-गुफ़्तुगू हूँ





