Sher
"ham faramosh ki faramoshi aur tum yaad umr bhar bhule"
M
Mirza Zahirddin Azfari"'azfari' ghuncha-e-dil band aur aa.i hai bahar sair-e-gul ko ki ye shayad ba-takalluf khil le"
اظفریؔ غنچۂ دل بند اور آئی ہے بہار سیر گل کو کہ یہ شاید بہ تکلف کھل لے
'अज़फ़री' ग़ुंचा-ए-दिल बंद और आई है बहार सैर-ए-गुल को कि ये शायद ब-तकल्लुफ़ खिल ले
"ham faramosh ki faramoshi aur tum yaad umr bhar bhule"
"kakul nahin laTakte kuchh un ki chhatiyon par chaukan se ye khilanDre genden uchhalte hain"
"o atarid zuhal-e-nahis se Tuk maang midad bakht ka majra likhta huun siyahi dena"
"dhani juuDe pe tire sanvle main marta huun mar bhi ja.un to kafan dekh ke kaahi dena"
"shitabi apne divane ko kar band musalsal zulf se kar ya nazar-band"
"rafu jeb-e-majnun hua kab ai naseh tu mar ja.ega us ke siite hi siite"