Sher
"tiri lab-kusha.i pe munhasir miri zindagani hai dosta tira bolna bhi qubul hai tiri khamushi bhi aziiz hai"
"siva.e is ke koi bhi masrufiyat nahin hai main in dinon bas charagh taqsim kar raha huun"
سوائے اس کے کوئی بھی مصروفیت نہیں ہے میں ان دنوں بس چراغ تقسیم کر رہا ہوں
सिवाए इस के कोई भी मसरूफ़ियत नहीं है मैं इन दिनों बस चराग़ तक़्सीम कर रहा हूँ

"tiri lab-kusha.i pe munhasir miri zindagani hai dosta tira bolna bhi qubul hai tiri khamushi bhi aziiz hai"
"kya khabar thi ki mujhe is ne jakaD lena hai main udasi pe bahut tanz kiya karta tha"
"tujh ko to mila vo bhi jo manga nahin tu ne tu ne to kabhi khun-e-tamanna nahin dekha"
"ik karb ka mausam hai jo daa.im hai abhi tak ik hijr ka qissa ki mukammal nahin hota"
"rang badla hua tha phulon ka tum yaqinan udaas guzre the"
"vo jalva-e-sad-rang men ik Dhang se nikla jo misra tire sina-o-ahang se nikla"