"likh ke rakh deta huun alfaz sabhi kaghaz par lafz khud bol ke tasir bana lete hain"

Mohammad Mustahsan Jami
Mohammad Mustahsan Jami
Sherशेर
See all 67 →likh ke rakh deta huun alfaz sabhi kaghaz par
लिख के रख देता हूँ अल्फ़ाज़ सभी काग़ज़ पर
ik karb ka mausam hai jo daa.im hai abhi tak
इक कर्ब का मौसम है जो दाइम है अभी तक
ham talvar uTha nahin paa.e
हम तलवार उठा नहीं पाए
hamare purkhon ne juute ki nok par rakkhi
हमारे पुरखों ने जूते की नोक पर रक्खी
dastak dene vaale tujh ko ilm nahin
दस्तक देने वाले तुझ को इल्म नहीं
rang badla hua tha phulon ka
रंग बदला हुआ था फूलों का
Popular Sher & Shayari
134 total"ik karb ka mausam hai jo daa.im hai abhi tak ik hijr ka qissa ki mukammal nahin hota"
"ham talvar uTha nahin paa.e ham avaz uTha sakte the"
"hamare purkhon ne juute ki nok par rakkhi hamare paas bhi duniya tabhi nahin aati"
"dastak dene vaale tujh ko ilm nahin darvaze ke donon janib taala hai"
"rang badla hua tha phulon ka tum yaqinan udaas guzre the"
mujhe khabar hai kyaa kuchh hai buniyaadon mein
teri basti kaa pahlaa mazdur thaa main
meri khvaahish hai ki ji bhar ke use dekh to luun
hijr ke mumkina sadmaat se pahle pahle
main use yaksui se paDh hi nahin paayaa kabhi
zindagi ke lafz mein kitne jahaan aabaad the
ghurbat kaa ehsaan thaa ham par
ik thaali mein khaa sakte the
lafz aur aavaaz donon kho gae
mujh se haq chhinaa gayaa hai baat kaa
ik karb kaa mausam hai jo daaim hai abhi tak
ik hijr kaa qissa ki mukammal nahin hotaa
Ghazalग़ज़ल
sunaa kisi ne na girya-e-mukhtasar hamaaraa
सुना किसी ने न गिर्या-ए-मुख़्तसर हमारा
kiyaa hai hijr mein daaman ko taar aahista-aahista
किया है हिज्र में दामन को तार आहिस्ता-आहिस्ता
khushbu hai agar yaar to khushbu pe fidaa main
ख़ुशबू है अगर यार तो ख़ुशबू पे फ़िदा मैं
jab peDon ki khidmat par maamur thaa main
जब पेड़ों की ख़िदमत पर मामूर था मैं
ik main huun jo hotaa nahin divaana-e-duniyaa
इक मैं हूँ जो होता नहीं दीवाना-ए-दुनिया
is kaifiyat ki koi nahin hai khabar mujhe
इस कैफ़ियत की कोई नहीं है ख़बर मुझे





